- Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Download Free Pagalworld
- Meri Maa Song Download
- Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Download Free Download
Tujhe Sab Hain Pataaaaaaa Meri Maa P P D D S S SR—– N S S. Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe. Kya Itna Bura Meri Maa repeat the above sargam for this antara ANTARA: Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe Jo Zor Se SR R S S RGG R R SR R S SD. Jhoola Jhulaaatae Hain Maa D S R RG2RS R RG. Meri Nazar Dhoondhaee Tujhe Sochu Yahiiiii SRR S S R. Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata,Meri Maa. Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa Bhej Na Itna Door Mujkko Tu Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa Kya Itna Bura Hoon Main Maa Kya Itna Bura Meri Maa. Meri Nazar Dhoondhe Tujhe Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa Unse Main Yeh Kehta Nahin Par Main Seham Jaata Hoon Maa Chehre Pe Aana Deta Nahin Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Main Kabhi Batlata Nahin Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main,Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon. Tujhe sab hai pata, hai na maa. Tujhe sab hai pata, meri maa. Bheed men, yun na chhodo mujhe,ghar laut ke bhi aa na paun maa. Bhej na itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aa na paun maa. Kya itna bura hoon main maa, kya itna bura, meri maa. Jab bhi kabhi, papa mujhe, jo zor se, jhoola jhulate hain maa, meri nazar, dhoondhe tujhe, sochoon yahi.
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa is a song that has been sung by Shankar Mahadevan. The music of the song has been given by Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca. This song’s lyrics are penned down by Prasoon Joshi. The video is directed by T-Series. Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Song Download, Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Download, Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Download.
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Download Shankar Mahadevan
Album | New Song (2021) |
🎤 Singer(s) | Shankar Mahadevan |
𝅘𝅥𝅯 Music Composer(s) | Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca |
🖊 Lyric Writer(s) | Prasoon Joshi |
Also Read: Mothers Day Mp3 Song Download PagalWorld 320kbps HQ Free
Lyrics Of The Song Meri Maa
Main kabhi batlata nahin
Par andhere se darta hoon main Maa
Yoon to main dikhlata nahin
Teri parwaah karta hoon main Maa
Tujhe sab hai pata, hai na Maa
Tujhe sab hai pata… Meri maa
Bheed mein yoon na chhodo mujhe
Ghar laut ke bhi aa na paaun Maa
Bhej na itna door mujhko tu
Yaad bhi tujhko aa na paaun Maa
Kya itna bura hoon main Maa
Kya itna bura… meri Maa
Jab bhi kabhi Papa mujhe
Zor zor se jhoola jhulaate hain Maa
Meri nazar dhoondhe tujhe
Sochoon yahi tu aake thamegi Maa Unse main yeh kehta nahin
Par main seham jata hoon Maa
Chehre pe aane deta nahin
Dil hi dil mein ghabrata hoon Maa
Tujhe sab hai pata, hai na Maa
Tujhe sab hai pata… meri Maa
Main kabhi batlata nahin
Par andhere se darta hoon main Maa
Yoon to main dikhlata nahin
Teri parwaah karta hoon main Maa
Tujhe sab hai pata, hai na Maa
Tujhe sab hai pata… meri Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Song Download Links
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Song Listen Online
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Music Video
djpunjab raagjatt mr jatt Pagalworld 320kbps 128kbps high Quality song free download
Related Posts:
Songs on Mothers represent a separate class. Based on true feelings, unconditional love and the motherly feel, these songs represent an Indian mother in her purest form. It also reflects the strength and belief of an Indian mother on her ideas. In recent times, motherhood has been considered as a perfect subject to work upon and many movie makers have come out with ultimate movies on mothers. The songs from these Hindi movies are very inspirational and soothing to hear. A mother gifted with a collection of songs can create wonders on Mother’s Day for your mom if it is based on the relationship you share with her. So, enjoy this Mother's Day in a special manner by listening to some beautiful songs with your darling mom. To help you select your favorite Mother's Day song, we have put them under following list:
List of Hindi songs on Mother
Maa Meri Maa- BETA
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai- 2
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa - 2
(Poochh na mujhko kitna rulaati thi
Har ghadi har pal teri yaad aati thi) - 2
Seene se aake tune lagaaya
Saare dukhon ko pal mein mitaaya
Tu na jaane bin tere maine kitna dard uthaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa - 2
Maa mujhe tere aanchal mein palna hai
Thaamke ungli tere saath chalna hai) - 2
Pooja ka meri vardaan hai tu
Mere liye to bhagwaan hai tu
Har mandir har moorat mein bas tera roop samaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
O, khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa
Nani Maa- MOKSHA
Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi
Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa
Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati
Thapak Thapak Sulaati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli
Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Rang Kitne Sare
Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Phool Kitne Pyaare
Tumhi Ne Tha Sikhaaya Badon Se Kaise Boloon
Tumhi Ne Tha Sikhaaya Dupatta Kaise Odhoon
Woh Pyaar Se Bulaati Woh Pyar Se Sikhaati
Woh Kuch Na Kuch Bataati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli
Teri Nani Maa Ko Bhi Sab Yaad Hai
Kal Tu Nanhi Si Bachchi Thi
Sharir Chulbuli Manmohini
Frock Pehne Baalon Mein Ribbon
Hasti Khilkhilati Khelti Muskuraati
Kabhi Mujhse Zid Karti Kabhi Mujhe Banaati
Din Bhar Shor Shararat Aur Shyaam Woh Tera
Mere God Mein Sir Rakna Aur
Ek Pal Mein So Jaana Yaad Aata Hai
Aaj Bhi Bahut Yaad Aata Hai
Tumhi Ne Mere Dil Mein Mohabbatein Hain Gholi
Tumhi Se To Suni Thi Jo Bolti Hoon Mein Boli
Tumhi Ne To Kaha Tha Jo Bolta Nain Hain
Hameshaa Yaad Rakhna Ke Zindagi Haseen Hain
Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi
Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa
Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati
Thapak Thapak Sulaati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli
Maa Ka Pyar Behen Ka- KHUDDAR
Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi
Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa
Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati
Thapak Thapak Sulaati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli
Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Rang Kitne Sare
Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Phool Kitne Pyaare
Tumhi Ne Tha Sikhaaya Badon Se Kaise Boloon
Tumhi Ne Tha Sikhaaya Dupatta Kaise Odhoon
Woh Pyaar Se Bulaati Woh Pyar Se Sikhaati
Woh Kuch Na Kuch Bataati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli
Teri Nani Maa Ko Bhi Sab Yaad Hai
Kal Tu Nanhi Si Bachchi Thi
Sharir Chulbuli Manmohini
Frock Pehne Baalon Mein Ribbon
Hasti Khilkhilati Khelti Muskuraati
Kabhi Mujhse Zid Karti Kabhi Mujhe Banaati
Din Bhar Shor Shararat Aur Shyaam Woh Tera
Mere God Mein Sir Rakna Aur
Ek Pal Mein So Jaana Yaad Aata Hai
Aaj Bhi Bahut Yaad Aata Hai
Tumhi Ne Mere Dil Mein Mohabbatein Hain Gholi
Tumhi Se To Suni Thi Jo Bolti Hoon Mein Boli
Tumhi Ne To Kaha Tha Jo Bolta Nain Hain
Hameshaa Yaad Rakhna Ke Zindagi Haseen Hain
Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi
Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa
Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati
Thapak Thapak Sulaati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Khe
Jai Maa Kaali KARAN-ARJUN
Khadagam chakra gadeshu chaap parighaan
Shoolam bushundim shirah
Shankham sanda dhatim kare strinayanaam
Saravaanga bhooshaaptaan
Jai maa kaali, jai maa kaali
Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade
Bali hum chadhaayenge
Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2
Jai maa kaali
Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade
Bali hum chadhaayenge
Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2
Jai maa kaali
Krodhit jab ho kaape duniya
Khush ho to pal mein din phere
Paalanhaari pralayana haari
Sab kuch maa haathon mein tere
Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2
Jai maa kaali
Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade
Bali hum chadhaayenge
Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2
Jai maa kaali
Neelaashmadyuti maasya paadadashakaam seve maha kaalikaam
Yaamastaout svapite harou kamalajo hantum madhum kaitabham
Saare jag mein hai kaun aisa
Aage tere sar jo uthaaye
Kat jaate hai voh sar ek din
Abhimaan jin mein aa jaaye
Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2
Jai maa kaali
Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade
Bali hum chadhaayenge
Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2
Jai maa kaali
Jai maa kaali
Pranata naam prasidyakam devi vaishwaata haarinim
Trailokyavasinim lokaanaam varada bhava
Jai maa kaali, jai maa kaali
Ganga Meri -TUMSE ACHHA KAUN HAI
na main sindhi, na main marathi, na main hoon gujarati
na to hai ek bhasha meri, na meri ek jaati
aaa aaa
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala (2)
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar (2)
garmi sardi patjhad aur ableli ritu bahaar
jahaan savera
jahaan savera gaata aaye raat bajhaaye sitaar, raat bajhaaye sitaar
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
main woh panchhi jiss ki nisdin laakhon kos udaan (2)
uttar dakkhin purab paschim goonje meri taan
ek shaal hai
ek shaal hai mera jiss ka naam hai hindustan, naam hai hindustan
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet
aaaa
bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet
jab aau punjab to bhangde ka ban jaau meet
dakkhin jaa kar
dakkhan jaa kar seekha maine karnaatak sangeet, karnaatak sangeet
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
main madrasi main gujarati main ek rajasthani (2)
bada puraana ek marathi naya naya haryani
main kuch bhi hoon
main kuch bhi hoon lekin sab se pehle hindustani, pehle hindustani
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
Tu Kitni Achhi Hai -RAJA AUR RANK
(Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa) - 2
Ke yeh jo duniya hai, yeh ban hai kaanton ka
Tu phulwaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Dukhne laagi hai maa teri aankhiyaan - 2
Mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaanv
Meri nindiyaan pe apni nindiyaan bhi
Tune maari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Apna nahin tujhe sukh dukh koi - 2
Main muskaaya tu muskaayi, main roya tu royi
Mere hansne pe, mere rone pe
Tu balihaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Maa bachon ki jaan hoti hai - 2
Voh hote hai kismat waale jinke maa hoti hai
Kitni sundar hai, kitni sheetal hai
Nyaari nyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Maine Maa ko dekha hai- MASTANA
Maine maan ko dekha hai Dekha hai maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha
hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine phool to dekhe hain Dekhe hain phool to dekhe hain Phoolon ka
haar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha
hai Vaise to ghar main maan ki tasveer hai -2
Lekin meri kab aisi taqdeer hai Kabhi jo
ghabraun, gale se lag jaaon Agar na neend aaye, lo lori vo gaye Meri mann jiska pyasa hai Pyasa
hai jiska pyasa hai Vo laad dulaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi
dekha Maine maan ko dekha hai Vaise to meri maan ka dil koi saqt nahi -2
Par uske paas jara bhi
waqt nahi Hai uska naam bada, hai usko kaam bada Vo devi mamta ki, hai leader junta ki Maan ke
photo ke bina Bina ji photo ke bina Koi akhbaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka
pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Pyaari pyaari hai vo bholi aisi hai -2
Pan aaya se
poochha ki baby kaisi hai Meri maan sachi hai Badi hi achhi hai Yeh uska dosh nahi Use kuch host
nahi Main ne duniya dekhi hai Dekhi hai duniya dekhi hai Ghar sansaar nahi dekha Maine maan ko
dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine phool to dekhe hain Dekhe hain phool to dekhe
hain Phoolon ka haar nahi dekha Maine maan ko dekha hai
Maa- TAARE ZAMEEN PAR
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,Meri Maa
Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa
Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Meri Maa
Maa ne Kaha Mujhse Sadaa- ZAKHM
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Mp3 Download Free Pagalworld
maa ne kahaa mujhase sadaa
tuu phuul meraa meraa chaand hai
naa chaand naa phuul huun
raste kii main dhuul huun
ta raa raa aa aa aa
la la laa la laa
o o o laa laa la laa
la la laa laa la laa laa
o o o
la la laa laa la laa laa
maan ne kahaa chhaae ghataa
to barase paanii ye paanii magar
aankhon mein kyuun aa gayaa
baadal kahaan chhaa gayaa
kitanii badii hai ye duniyaa main kitanaa akelaa
o o o
bilkul akelaa main tuute khilaunon se khelaa
ho o o ho o
ye kaisaa jiivan milaa mujhako kairaat mein
ho o o ho o
huun huun hun huun
Meri Maa Song Download
Maa Tujhe Salaam- by A.R. RAHMAN.
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Download Free Download
Yahan vahan saara jahan dekh liya
Ab tak bhi tere jaisa koi nahin
Main assi nahin, sau din duniya ghooma hai
Naahi kaahe tere jaisa koi nahin
Main gaya jahan bhi, bas teri yaad thi
Jo mere saath thi mujhko tadpaati rulaati
Sab se pyaari teri soorat
Pyaar hai bas tera, pyaar hi
Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam
Amma tujhe salaam
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Janam janam tera hoon deewana main
Jhoomoon naachoon gaaoon tere pyaar ka taraana
Main jeena nahin soch nahin duniya ki daulat nahin
Bas lootunga tere pyaar ka khazaana
Ek nazar jab teri hoti hai pyaar ki
Duniya tab to meri chamke damke maheke re
Tera chehra sooraj jaisa chaand si thand hai pyaar mein
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Tere paas hi main aa raha hoon
Apni baahein khol de
Zor se mujhko gale laga le
Mujhko phir voh pyaar de
Tu hi zindagi hai, tu hi meri mohabbat hai
Tere hi pairon mein jannat hai
Tu hi dil, tu jaan, amma
Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam
Amma tujhe salaam, maa tujhe salaam
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram